Beautiful Poetry in Hindi for Husband – As women get entangled in household chores, we feel that there is gender equality in marriage that every woman wants. The poem is about simple requests made by a wife to her husband that send a strong message of gender inequality present in our homes.
Divya Dutta has shared a poem. Written by his brother Dr. Rahul Dutta.
Here are the complete lyrics of the Poetry in Hindi.
तुमने कहा था हम एक ही है,
तो अपने बराबर करदो ना,
नप्प्य जब में बदलती हु,
तुम दूध के बॉटल भरदो ना,
बस युही एक है एक है करके , कहा ज़िन्दगी चलती है,
कभी तुम भी सर दबा दो मेरा, ये भी कमी एक खलती है,
जब में भी ऑफिस जाती हु,
तुम भी घर को सवार दो ना,
तुम ने कहा था हम एक ही है,
तो अपने बराबर करदो ना,
मत करो वादे जन्मो के,
इस पल ख़ुशी की वजह दो ना,
कभी बाज़ारों से ध्यान हटे,
तो मकान को घर भी करदो ना,
आओ पास बैठो, कुछ बात करे,
कभी दिल के ज़ख्म भी भरदो ना,
क्यों कहना भी पड़ता है,
तुम एहसासो को समझो ना,
तुमने कहा था हम एक ही है,
तो अपने बराबर करदो ना,
तुम क्रिकेट भी अपनी देखो,
और में सीरियल अपना लगाउंगी,
तुम थोड़ा हाथ बटा देना,
जब में किचन में जाऊंगी,
सब मिल कर साथ करने की,
हम में ये भी तो क्वालिटी है,
हम साथ खड़े है एक दूजे के,
हल ही जेंडर इक्वलिटी है,
तुम भी नए से होजाओ अब,
और नयी सी मुझको उम्र दो ना,
तुमने कहा था हम एक ही है,
बस युही जेवण बसर होना.
डॉ. राहुल दत्ता
Here are the complete lyrics of the Poetry in English font.
Tumne kaha tha hum ek hi hai.
To apne barabar kardo na.
Nappy jab me badalti hu.
Tum dhoodh ke botle bhardo na.
Bas yuhi ek hai ek Hai karke kaha zindagi chalti hai.
Kabhi tum bhi sar daba do mera, ye bhi kami ek khalti hai.
Jab me bhi office jati hu.
Tum bhi ghar ko sawar do na.
Tum ne kaha tha ham ek hi hai.
To apne barabar kardo na.
Mat karo wade janmo ke.
Is pal khushi ki wajah do na.
Kabhi bazaron se dhyan hate.
To makaan ko ghar bhi kardo na.
Aao pas baitho, kuch baat kare.
Kabhi dil ke zakhm bhi bhardo na.
Kyun kehna bhi padta hai.
Tum ehsaso Ko samjho na.
Tumne kaha tha ham ek hi hai.
To apne barabar kardo na.
Tum cricket bhi apni dekho.
Or me serial apna lagaungi.
Tum thoda hath bata dena.
Jab me kitchen me jaungi.
Sab mil kar sath karne ki.
Ham me ye bhi to quality hai.
Ham sath khade hai ek duje ke.
Hal hi gender equality hai.
Tum bhi naye se hojao ab.
Or nayi si mujhko umar do na.
Tumne kaha tha ham ek hi hai.
Bas yuhi jevan basar hona.
Dr. Rahul Dutta